Wednesday, November 07, 2007

Taare Zameen Par...

Well they are back and surely in a rocking way.....Ad Guru Prasoon Joshi(Lyric credits Fanaa, Hum Tum, RDB, Black) is surely one of the few lyricists we have in the country today who make their songs so full of expression and feelings with their words...and when he teams up with the most versatile trio of Shankar Ehsaan Loy...the result can be as melliflous and heart rendering as it can ever get. They did it in "Phir Milenge"...that had the wonderful 'Jeene Ke Ishare'....
And now they produce a gem in 'Taarein Zameen Par'..pressure of an Aamir khan turning director notwithstanding...


The title song stands out with subtle music and shankar mahadevan putting all his musical nuances at display...The beauty of the expressive lyrics that instantaneously reminds you about your own childhood days and SEL of course; at their melodic best produce one of the best songs I have heard in recent times....

Dekho inhe ye hai oos ki boondein
Patto ki godh mein aasmaa se khoode
Angadayi le phir karvat badalkar
Nazuk se moti...has de fisal kar
Khona jaaye yeh taarein zameen par

Yeh tho hai sardi mein dhoop ke kirne
Utre jo aangan ko sunehra sa karne
Man ke andhero ko roshan sa karde
Titurte hatheli ki rangat badal de
Khona jaaye yeh taarein zameen par

Jaise ankhon ki dibiyan mein nindya
Aur nindya mein meeta sa sapna
aur sapne mein mil jaaye farishta sa koi
Jaise rango bhari pichkari
Jaise titliyan phoolon ki kyari
Jaise bina matlab ka pyara rishta ho koi

Yeh tho aasha ki leher hai
Yeh tho ummeed ki seher hai
Khushiyon ki neher hai
Kho na jaaye yeh...taarein zameen par

Dekho raato ke seene pe yeh tho
Jilmil kisi lau se uge hai
Yeh tho ambiya ke khusboo hai baago se beh chale
Jaise kaanch mein choodi ki tukde
Jaise khile khile phoolon ke mukde
Jaise bansi koi bajaye pedhon ke tale

Yeh tho jhonke hai pawan ke
Hain yeh ghungroo jeewan ke
Yeh tho sur hai chaman ke

Kho na jaaye yeh taarein zameen par....

Mohalle ki ronak...galiya hai jaise
Khilne ki zid par...kaliyan hai jaise
Mutti mein mausam ki...jaise hawayen
Ye hain buzurgon ke dil ki duayeen
Kho na jaaye...yeh...taarein zameen par....

Kabhi baatein jaise daadi naani
kabhi chalke jaise mum mum pani
Kabhi ban jaaye bhole sawaalon ke jhadi
sannate mein hasi ke jaise
soone hothon pe khushi ki jaise
Yeh tho noor hai barse agar teri kismat ho badi
Jaise jheel mein lehray chanda
Jaise bheed mein apne ka kandha
Jaise manmauji nadiyan jaag udaye kuch kahe
Jaise bhaite bhaite meethi si jhapki
Jaise pyaar ki dheemi si thapki
Jaise kaano mein sargam hardam bajti hi rahe
Jaise Barkha udati hai bundiya

4 comments:

Vineet Kumar said...
This comment has been removed by the author.
Sameera Singh said...

Very nice songs indeed, i heard on radio and title song remembered me my childhood.

Atlast some one shown some mercy to children for this movie, Bollywood really miss this area, they can make some good money by making some movies for children like Rakesh Roshan does.

Big Banners always concentrate on Romance and Action movie masala.

exqusite said...

yup i totally agree with ur description of the song ... i listen to it everyday nw a days... its so different and subtle in its own way ... amazng evn thouhg its sme 7 mins long song u do wanna hear ti again and again

Unknown said...

yes bala dis is indeed a very beautiful song its so beautifully described n i m not goin to mis watchin dis movie toooooo